apni ankho se tera aks mitaya na gaya
ghar jala samne aur hamse bujhaya na gaya.
kisi ko khabar taq na hone di tune dil ki
aur mujhse ye raz e dil chupaya na gaya
fanaa hoke tere nam pe ham bahut khush the
dil yu ujda ki kabhi fir se basaya na gaya
mar ke abra bana main sath sath chala
mere jane pe bhi sar se tere saya na gaya

No comments:
Post a Comment